Download BUMS 2021 March 2nd Year 1114 Ilmul Advia Paper II Question Paper

Download Bachelor of Unani Medicine & Surgery (B.U.M.S.) 2021 March 2nd Year 1114 Ilmul Advia Paper II Previous Question Paper

[BUMS 0321]
Sub. Code : 1114
KAMIL - E - TIB - O - JARAHAT
SECOND PROFESSIONAL B.U.M.S. DEGREE EXAMINATION _
MARCH 2021
(MAY 2020 SESSION)
PAPER IV _ ILMUL ADVIA
PAPER II _ ADVIA MUFARADAH (Single Drugs)
(New Regulation)
Q.P.Code : 621114
Time : Three hours
Maximum : 100 marks
I.
Answer the following questions in detail :
(4 15 = 60)
1.
Dammul Akhwain, Heera Hing ki mahiyath, nabati nam, mizaj, nafe khas,
afal wa khawas, muzir, musleh aur meqdar-e-khuraq likhiye.
2.
Habbul Aas, Jauz maasil aur Raswat ki mahiyat, nabati nam, tariq-e-
istemal mushaur murakabat aur uske kimiaye ajza likhiye.
3.
Aqarqarha aur Reg mahi aur luk-e-maghsool ki mahiyaat, nabati nam,
mizaj, zaraiye, mauqua aur tariq-e-istemal tafsil se likhiye.
4.
Khulanjan aur Talmakhana ki mahiyath, nabati nam, mizaj, nafe khas,
Afa'al wa khawas, mauqua wa tareequa istemal bit tafsil tehreer kijiye.

II.
Answer the following questions in brief :
(10 4 = 40)
1.
Habbul Ghar, Khaksi aur Abrak ka Makhaz, mahiyat, badal mashoor
murakab likho.
2.
Antibiotics ki tarif aur darj-e-bandi likho.
(Antibiotics)
3.
Kibreet and jundbedastar ka makhaz, mizaj, mauqua-e-istemal aur
meqdar-e-khurak likhiye.
4.
Kasondi ka mizaj, nafe khas, tarkeeb aur mauqua istemal mashoor
murakab aur meqdar-e-khurak likhiye.
5.
Koi chaar sard woh khusk chothe darje ke dawon ke bare main likhiye.
6.
Zanjabeel ka Nabati naam aur uska mauqua aur tareequa istemaal aur
kimiyai ajza likhiye.
7.
Koi Chaar qatil-e-deedan-e-shikkam dawaon ke naam unke mizaj aur
miqdar-e-khorak likhiye.
8.
Mastagi aur Muqil ki mahiyaat, mizaj, nafe khas aur mauqa istemal
likhiye.
9.
Asaroon ka nabati nam, nafe khas, muzir wa musleh aur badal likho.
10.
Koi chaar muhrik-e-Dimaagh aur asaab (Brain and Nervine Stimulant)
dawaon ke naam aur unki kimiyai ajza ke bare main likhiye.
(Brain and Nervine Stimulant)
________________
2
[LQ 1114]

This post was last modified on 26 October 2021